Thursday, March 18, 2010

Aaj meri mere senior se dobara halki si kahasuni ho gayi yaar. sach kehta hu mera man nahi kar rha hai ab job karne ka kuch dino se. hey bhagwan mujhko patience do. ab mein bahut tensed rehne lag gya hu aap hi kuch karo.